SONG: Baharo Me Hawaye Kyu Chanchal Si Hoti Hai - बहारों में हवाये क्यूँ चंचल सी होती है

Baharo Me Hawaye Kyu Chanchal Si Hoti Hai - बहारों में हवाये क्यूँ चंचल सी होती है

LYRICS:
baharo me hawaye kyu chanchal si hoti hai kabhi dil ko kahi jaise kisi ki yad aati hai baharo me hawaye kyu chanchal si hoti hai kabhi dil ko kahi jaise kisi ki yad aati hai baharo me baharo me milan rut ka ye mausam hai chale aao chale aao milan rut ka ye mausam hai chale aao chale aao pahado pe ye pedo ki sarsar gunj jati hai kabhi dil ko kahi jaise kisi ki yad ati hai baharo me baharo me itni badi is dunia me mai tanha hu akela hu itni badi is dunia me mai tanha hu akela hu meri jindagi in modo par rukte hue chali jati hai kabhi dil ko kahi jaise kisi ki yad ati hai baharo me baharo me mere dil me mohabbat ka tufan tufan hai mere dil me mohabbat ka tufan hai khuda jane meri mohabbat aakhir kab rang lati hai kabhi dil ko kahi jaise kisi ki yad aati hai baharo me hawaye kyu chanchal si hoti hai baharo me baharo me