SONG: Bahare Luta Ke Nazare Dikha Ke - बहारें लुटा के नज़ारे दिखा के

Bahare Luta Ke Nazare Dikha Ke - बहारें लुटा के नज़ारे दिखा के

LYRICS:
bahare luta ke najare dikha ke na jana mere dil ki duniya me aake bahare luta ke najare dikha ke na jana mere dil ki duniya me aake badi mushkilo se hai dil ko basaya o ho aaha badi mushkilo se hai dil ko basaya bahut kuch gava ke tumhe maine paya mujhe paas lake ye daman chhudake na jana mere dil ki duniya me aake bahare luta ke najare dikha ke na jana mere dil ki duniya me aake kaha le chali hai mohabbat ki raahe o ho aa ha aaha haha kaha le chali hai mohabbat ki raahe pata khud batati hai milke nigahe nigahe mila ke ye masti pila ke na jana mere dil ki duniya me aake bahare luta ke najare dikha ke na jana mere dil ki duniya me aake meri zindgani ki mehfil saja do o ho aaha meri zindgani ki mehfil saja do mere pyar ki pahle manzil to lado to manzil pe aake ye mehfil saja ke na jana mere dil ki duniya me aake bahare luta ke najare dikha ke