SONG: Bahar Khatam Hui Dil Gaya Khushi Bhi Gayi - बहार ख़त्म हुई दिल गया ख़ुशी भी गई

Bahar Khatam Hui Dil Gaya Khushi Bhi Gayi - बहार ख़त्म हुई दिल गया ख़ुशी भी गई

LYRICS:
bahaar khatam hui, dil gaya khushi bhi gayi vo kya gaye ke mohabbat ki zindagi bhi gayi chale dil ki duniya jo barbaad kar ke bahut royenge unko ham yaad kar ke chale dil ki duniya jo barbaad kar ke bahut royenge unko ham yaad kar ke kisi tarah aata nahi chain dil ko na khaamosh rah ke na fariyaad kar ke bahut royege unko ham yaad kar ke chale dil ki duniya jo barbaad kar ke bahut royenge unko ham yaad kar ke are o mere dil ke dushman zamaane tujhe kya mila mujh ko barbaad kar ke bahut royege unko ham yaad kar ke chale dil ki duniya jo barbaad kar ke bahut royenge unko ham yaad kar ke khushi de ke taqdir ne de diya gam kiya qaid kyon mujh ko aazaad kar ke bahut royenge unko ham yaad kar ke chale dil ki duniya jo barbaad kar ke bahut royenge unko ham yaad kar ke