SONG: Bahar Aane Ko Hai Ab Rang Badlega Jamane Ka - बहार आने को हैं अब रंग बदलेगा ज़माने का

Bahar Aane Ko Hai Ab Rang Badlega Jamane Ka - बहार आने को हैं अब रंग बदलेगा ज़माने का

LYRICS:
bahar aane ko hai ab rang badlega jamane ka ke maine khwab dekha hai tapas me aashiyane ka girengi bijliya kab tak jalenge aashiya kab tak meri takdir ka malik rahega aasma kab tak girengi bijliya kab tak jalenge aashiya kab tak kaha tak julm dhayega kaha tak julm dhayega hasi gum ki udayega hasi gum ki udayega teri magruriya kab tak meri majburiya kab tak girengi bijliya kab tak jalenge aashiya kab tak jala kar aashiya mera jala kar aashiya mera mitata hai nisha mera mitata hai nisha mera tera namo nishan kab tak rahegi chup jaban kab tak girengi bijliya jab tak jalenge aashiya tab tak pighal jayengi janjire pighal jayengi janjire badal jayengi takdire badal jayengi takdire na badlega jaha kab tak sitam ki dasta kab tak girengi bijliya kab tak jalenge aashiya kab tak meri takdir ka malik rahega aasma kab tak girengi bijliya kab tak jalenge aashiya kab tak