SONG: Bahar Aagai O Masti Cha Gayi - बहार आगयी ओ मस्ती छा गयी

Bahar Aagai O Masti Cha Gayi - बहार आगयी ओ मस्ती छा गयी

LYRICS:
bahar aa gayi o masti cha gayi bahar aa gayi o masti cha gayi zindagi tarane gaye jhum jhum ke bahar aa gayi o masti cha gayi ye hawa udaye mori kori chunariya jhuki jhuki jaye mori bholi nazariya ye hawa udaye mori kori chunariya jhuki jhuki jaye mori bholi nazariya ankhiya phadke jiyara dhadke jiyara dhadke jhum jhum ke bahar aa gayi o masti cha gayi zindagi tarane gaye jhum jhum ke bahar aa gayi o masti cha gayi hai jawa nigaho me ye kaisi mastiya hai jawa nigaho me ye kaisi mastiya madbhari adao me hai kaisi shokhiya gajab ye shokhiya lutaye mastiya lutaye mastiya jhum jhum ke bahar aa gayi o masti cha gayi hai kadam kadam pe jhumti jawaniya pyar chedne laga hai kya kahaniya hai kadam kadam pe jhumti jawaniya pyar chedne laga hai kya kahaniya hansi jawaniya kahe kahaniya kahe kahaniya jhum jhum ke bahar aa gayi o masti cha gayi zindagi tarane gaye jhum jhum ke bahar aa gayi o masti cha gayi