SONG: Bahane Kyo Karti Ho Hampe Tum Bhi Marti Ho - बहाने क्यूँ करती हो हमपे तुम भी मरती हो

Bahane Kyo Karti Ho Hampe Tum Bhi Marti Ho - बहाने क्यूँ करती हो हमपे तुम भी मरती हो

LYRICS:
bahane kyu karti ho humpe tum bhi marti ho bahane kyu karti ho humpe tum bhi marti ho abhi to naya sath hai aaj hansi to kal bhi hansogi pyar kisi din karne lagogi thode dino ki bat hai bahane kyu karti ho sabse tum zuda sahi husn ke khuda sahi ada hi ada sahi hum bhi bure to nahi nazar maikada sahi zulf ek ghata sahi tum pe sab fida sahi hum bhi bure to nahi kahan tak tadpaogi rah par aa jaogi kahan tak tadpaogi rah par aa jaogi abhi to naya sath hai aaj mili to kal bhi milogi aah kisi din bharne lagogi thode dino ki bat hai bahane kyu karti ho rang ke nikhar par rup ki bahar par ankohe singar par tumko agar naz hai game intzar par dile bekarar par hume apne pyar par tumse bada naz hai aji ye gussa chhodo abhi se dil na todo aji ye gussa chhodo abhi se dil na todo abhi to naya sath hai aankh jhuki to dil bhi jhukega ab ye milan to hoke rahga thode dino ki bat hai bahane kyu karti ho humpe tum bhi marti ho bahane kyu karti ho humpe tum bhi marti ho abhi to naya sath hai aaj hansi to kal bhi hansogi pyar kisi din karne lagogi thode dino ki baat hai bahane kyun karti ho