SONG: Bahak Chale Mere Nainawaa - बहक चले मेरे नैनवा

Bahak Chale Mere Nainawaa - बहक चले मेरे नैनवा

LYRICS:
bahak chale mere nainwa haye na jane kaisi chali hawa kyun na lagi kal raat ko palak mujhe ye kya ho gaya haye mujhe ye kya ho gaya bahak chale mere nainwa haye na jane kaisi chali hawa kyun na lagi kal raat ko palak mujhe ye kya ho gaya haye mujhe ye kya ho gaya anchal se mera hath hate na nain rahe mere jhuke-jhuke anchal se mera hath hate na nain rahe mere jhuke-jhuke khadi rahu darpan ke aage uljhi lat na sulajh sake haye uljhi lat na sulajh sake mujhi ko mere haal pe sharmana koi sikhla gaya kyun na lagi kal raat ko palak mujhe ye kya ho gaya haye mujhe ye kya ho gaya khamoshiyo me dil ki koi geet ga raha hai khamoshiyo me dil ki koi geet ga raha hai ankho me muskara ke hasna sikha raha hai hasna sikha raha hai mai hu kahi mera dil kahi koi kaisa ye jadu chala gaya kyun na lagi kal raat ko palak mujhe ye kya ho gaya haye mujhe ye kya ho gaya man me runak-jhunak ye kaisi nach rahe kyun panv mere man me runak-jhunak ye kaisi nach rahe kyun panv mere ye tufan ye halachal kaisi bin mausam ki ghata ghire haye bin mausam ki ghata ghire ghadi-ghadi machle jiya jaise phir se ladakpan aa gaya kyun na lagi kal raat ko palak mujhe ye kya ho gaya haye mujhe ye kya ho gaya bahak chale mere nainwa haye na jane kaisi chali hawa kyun na lagi kal raat ko palak mujhe ye kya ho gaya haye mujhe ye kya ho gaya