SONG: Bahaaro Se Puchho Mere Pyar Ho Tum - बहारों से पूछो मेरे प्यार हो तुम

Bahaaro Se Puchho Mere Pyar Ho Tum - बहारों से पूछो मेरे प्यार हो तुम

LYRICS:
baharo se pucho mere pyar ho tum tumhare tarane ham ga rahe hai najaro se pucho mere pyar ho tum tumhare liye hum jiye ja rahe hai baharo se pucho kabhi mai papiha tumhare liye hu kabhi mai chakora tumhare liye hu aji mai bhi koyal tumhare liye hu mohabbat me pagal tumhare liye hu mere pyar ne hi diya rup tumko ye gumche tumhe jo najar aa rahe hai nazaro se pucho agar jan tum ho to hum bhi to dil hai bhare hai hazaro mohobbt ke arma agar tum ho sagar to mai bhi hu nadiya he dono dilo me mohabbat ke tufa mere pyar ka to kinara nahi hai tere pyar me hum bahe ja rahe hai baharo se pucho ye udi ghataye masti lutaye jaise tumhari sharabi nigahe ye thandi hawa bharti hai aahe samjho inhe tum hamari sadaye fizao me dekho ye badal nahi hai ye aachal tumhare lahra rahe hai baharo se pucho mere pyar ho tum tumhare tarane ham ga rahe hai najaro se pucho mere pyar ho tum tumhare liye hum jiye ja rahe hai baharo se pucho