SONG: Bahaaro Ne Chheda Khushi Ka Taraana - बहारों ने छेड़ा ख़ुशी का तराना

Bahaaro Ne Chheda Khushi Ka Taraana - बहारों ने छेड़ा ख़ुशी का तराना

LYRICS:
bahaaro ne chheda khushi ka taraana bahaaro ne chheda khushi ka taraana meri aaj unse mulaakat hogi meri aaj unse mulaakat hogi bahaaro ne chheda khushi ka taraana salaame mohabbat mai unse kahunga salaame mohabbat mai unse kahunga taraana wafaa ka suna ke rahunga dil ko yakin wo baat meri maan jaayenge dil ko yakin wo baat meri maan jaayenge bahaaro ne chheda khushi ka taraana bahaaro ne chheda khushi ka taraana mohabbat ki raaho me jeene se pahale mohabbat ki raaho me jeene se pahale lagaaunga unko mai seene se pahle wo pyaar ke ikaraar ko pahchaan jaayenge wo pyaar ke ikaraar ko pahchaan jaayenge bahaaro ne chheda khushi ka taraana bahaaro ne chheda khushi ka taraana mukaddar se aaye mulaakat ke din mukaddar se aaye mulaakat ke din ye din bhi hai unke inaayaat ke din hum aaj banke husn ke mehamaan jaayenge hum aaj banke husn ke mehamaan jaayenge bahaaro ne chheda khushi ka taraana bahaaro ne chheda khushi ka taraana meri aaj unse mulaakat hogi bahaaro ne chheda khushi ka taraana bahaaro ne chheda khushi ka taraana bahaaro ne chheda khushi ka taraana