SONG: Bahaaren Aaengi Honthon Pe Phul Khilenge - बहारें आएँगी होंठों पे फूल खिलेंगे

Bahaaren Aaengi Honthon Pe Phul Khilenge - बहारें आएँगी होंठों पे फूल खिलेंगे

LYRICS:
bahaare aayengi bahaare aayengi hotho pe phul khilege sitaaro ko maalum thaa ham dono milenge sitaaro ko maalum thaa ham dono milenge bahaare aayengi sitaaro ko maalum thaa chhitakegi chaandani ho chhitakegi chaandani sajegaa saaj pyaar kaa bajegi painjani bajegi painjani, basoge man me tum basoge man me tum to man ke taar bajenge sitaaro ko maalum thaa ham dono milenge bahaare aayengi milaa ke nain ham-tum do se ek ho gaye ji do se ek ho gaye aji hum palke tumpe uthaate hi kho gaye do se ek ho gaye, naina jhukayenge naina jhukayenge jiyaa nichhaavar karenge sitaaro ko maalum thaa ham dono milenge bahaare aayengi kali jaisa kacchaa man kahi tod na denaa ji kahi tod na denaa bahaaro ke jaane pe kahi chhod na denaa ji kahi chhod na denaa, bichhadne se pahle bichhadne se pahle hum apni jaan de denge sitaaro ko maalum thaa ham dono milenge bahaare aayengi bahaare aayengi hotho pe phul khilege sitaaro ko maalum thaa ham dono milenge sitaaro ko maalum thaa ham dono milenge bahaare aayengi