SONG: Badnaam Na Ho Jau Ae Aashuo Na Behna - बदनाम ना हो जाऊँ ऐ आँसुओ ना बहना

Badnaam Na Ho Jau Ae Aashuo Na Behna - बदनाम ना हो जाऊँ ऐ आँसुओ ना बहना

LYRICS:
badnam na ho jau ae aansuo na behna ae mere dil ke tufa ankho me band rehna duniya se na kehna badnam na ho jau nakamiyo ne dil ki khilti kali masal di nakamiyo ne dil ki khilti kali masal di phoolo ke badle humne aashko ka har pehna ye pyar ka hai gehna badnam na ho jau kitne sitam uthaye kuch yad bhi nahi hai kitne sitam uthaye kuch yad bhi nahi hai hotho pe ab humare fariyad bhi nahi hai sikha hai zulm sehna badnam na ho jau tufan badh raha hai or dur hai kinara tufan badh raha hai or dur hai kinara tinke ka bhi nahi hai dil ke liye sahara ye ja ke unse kehna badnam na ho jau