SONG: Badnaam Mohabbat Kaun Kare - बदनाम मोहब्बत कौन करे

Badnaam Mohabbat Kaun Kare - बदनाम मोहब्बत कौन करे

LYRICS:
badnaam, badnaam mohabbat kaun kare badnaam, badnaam mohabbat kaun kare aur ishq ko rusvaa kaun kare aur ishq ko rusvaa kaun kare badnaam jab de diyaa dil hi haatho se jab de diyaa dil hi haatho se phir aap se shikvaa kaun kare phir aap se shikvaa kaun kare badnaam aakho me samaaye jab tum ho aur dil me samaaye jab tum ho aakho me samaaye jab tum ho aur dil me samaaye jab tum ho phir tum hi bataa do aake zaraa phir tum hi bataa do aake zaraa duniyaa ki tamannaa kaun kare duniyaa ki tamannaa kaun kare badnaam, badnaam mohabbat kaun kare aur ishq ko rusvaa kaun kare badnaam aasu to kiye hai khushk magar itnaa bhi bataa do ab aakar aasu to kiye hai khushk magar itnaa bhi bataa do ab aakar jo aag lagi hai sine me jo aag lagi hai sine me us aag ko thandaa kaun kare us aag ko thandaa kaun kare badnaam, badnaam mohabbat kaun kare aur ishq ko rusvaa kaun kare aur ishq ko rusvaa kaun kare badnaam