SONG: Badnaam Ho Raha Hai Ab Ishq Ka Fasana - बदनाम हो रहा है अब इश्क का फ़साना

Badnaam Ho Raha Hai Ab Ishq Ka Fasana - बदनाम हो रहा है अब इश्क का फ़साना

LYRICS:
badnam ho raha hai ab ishk ka fasana badnam ho raha hai ab ishk ka fasana rashme wafa na jane rashme wafa na jane ye bewafa jamana badnam ho raha hai ab ishk ka fasana kahte hai ishk jisko hai jindagi ki bazi kahte hai ishk jisko hai jindagi ki bazi koi khel to nahi hai dunia me dil lagana koi khel to nahi hai dunia me dil lagana rashme wafa na jane rashme wafa na jane ye bewafa jamana badnam ho raha hai ab ishk ka fasana muskil nahi hai koi wada wafa ka karna muskil bahut hai lekin karke use nibhana muskil bahut hai lekin karke use nibhana rashme wafa na jane rashme wafa na jane ye bewafa jamana badnam ho raha hai ab ishk ka fasana