SONG: Badlo Bijaliyo Mitta Do Ye Kala Kanun - बादलों बिजलियों मिटा दो ये काला क़ानून

Badlo Bijaliyo Mitta Do Ye Kala Kanun - बादलों बिजलियों मिटा दो ये काला क़ानून

LYRICS:
badlo bijliyo badlo bijliyo mita do ye kala kanun mita do ye kala kanun insan ke hatho hoga kab tak insano ka khun mita to ye kala kanun mita do ye kala kanun badlo bijliyo ghum rahi hai aankho me barbadi ki tasvire sab kuch to hai tumhare bas me badal do phir takdire insan ki izzat rakh lo kar do shaitano ka khun mita to ye kala kanun mita do ye kala kanun badlo bijliyo badlo bijliyo mai to hu majbur magar kya tum bhi ho majbur agar nahi majbur to kar do meri mushkil dur bedard karenge kab tak dil ke armano ka khun mita to ye kala kanun mita do ye kala kanun badlo bijliyo pyar ka deep bujhne na dena kabhi sar mohabbat ka jhukne na dena kabhi mera mahbub jakda hai janjir me der kyu hai duao ki kafir me koi kab tak sahega ye julmo sitam badlo bijliyo tumko meri kasam tumko meri kasam tumko meri kasam