SONG: Badli Hawa Khushi Ka Zamana Badal Gaya - बदली हवा ख़ुशी का ज़माना बदल गया

Badli Hawa Khushi Ka Zamana Badal Gaya - बदली हवा ख़ुशी का ज़माना बदल गया

LYRICS:
badli hawa khushi ka zamana badal gaya badli hawa khushi ka zamana badal gaya jeene ka ab to haye jeene ka ab to haye bahana badal gaya badli hawa khushi ka zamana badal gaya malum na tha pal me badalta hai ye jaha malum na tha pal me badalta hai ye jaha badalta hai ye jaha pal bhar me zindagi ka fasana badal gaya pal bhar me zindagi ka fasana badal gaya aate the nagme lab pe kisi ke subah sham aate the nagme lab pe kisi ke subah sham jiske subah sham wo saaz zindagi ka tarana badal gaya wo saaz zindagi ka tarana badal gaya saiyad ki ustad nigahe bhi kya kare saiyad ki ustad nigahe bhi kya kare nigahe bhi kya kare mushkil se teer tana nishana badal gaya mushkil se teer tana nishana badal gaya jeene ka ab to haye jeene ka ab to haye bahana badal gaya badli hawa khushi ka zamana badal gaya