SONG: Badli Hai Zamane Ki Nazar Dekhiye Kya Ho - बदली है ज़माने की नजर देखिए क्या हो

Badli Hai Zamane Ki Nazar Dekhiye Kya Ho - बदली है ज़माने की नजर देखिए क्या हो

LYRICS:
badli hai zamane ki najar dekhiye kya ho badli hai zamane ki najar dekhiye kya ho hona to hai kuch aaj magar dekhiye kya ho hona to hai kuch aaj magar dekhiye kya ho badli hai zamane ki najar dekhiye kya ho ye rat to dilkash thi bade khush the sitare tum pas hamare the to hum pas tumhare ab aayi hai najdik sahar dekhiye kya ho hona to hai kuch aaj magar dekhiye kya ho hona to hai kuch aaj magar dekhiye kya ho badli hai zamane ki najar ye kashti chali jati thi maujo ke sahare socha tha pahuch jayenge ek roz kinare par samne aaya hai bhawar dekhiye kya ho hona to hai kuch aaj magar dekhiye kya ho hona to hai kuch aaj magar dekhiye kya ho badli hai zamane ki najar mushkil me sabhi dete hai us dar pe sadaye sunte hai ke sunta hai khuda sabki duaye magar apni duaao ka asar dekhiye kya ho hona to hai kuch aaj magar dekhiye kya ho hona to hai kuch aaj magar dekhiye kya ho badli hai zamane ki najar