SONG: Badla Nazar Aata Hai Zamane Ka Zamana - बदला नजर आता हैं

Badla Nazar Aata Hai Zamane Ka Zamana - बदला नजर आता हैं

LYRICS:
badla nazar aata hai badla nazar aata hai zamane ka zamana zamane ka zamana badla nazar aata hai badla nazar aata hai zamane ka zamana zamane ka zamana mai tumse juda hoke kise apna banau mai tumse juda hoke kise apna banau jau bhi to kaha jau kaha thokre khau jeene ka thikana hai na marna ka thikana jeene ka thikana hai na marna ka thikana badla nazar aata hai badla nazar aata hai zamane ka zamana zamane ka zamana hai aah magar aah me tabir nahi hai hai aah magar aah me tabir nahi hai hai khwab magar khwab ki tabir nahi hai hai khwab magar khwab ki tabir nahi hai hai hoth magar bair hai hotho ka hilana hai hoth magar bair hai hotho ka hilana badla nazar aata hai badla nazar aata hai zamane ka zamana zamane ka zamana