SONG: Badla Na Apne Aap Ko Jo The Wahi Rahe - बदला ना अपने आप को जो थे वही रहे

Badla Na Apne Aap Ko Jo The Wahi Rahe - बदला ना अपने आप को जो थे वही रहे

LYRICS:
badla naa apne aap ko jo the whi rahe badla naa apne aap ko jo the whi rahe milate rahe sabhi magar ajnabi rahe badla naa apne aap ko jo the whi rahe duniya naa jit paayo to haaro naa khud ko tum duniya naa jit paayo to haaro naa khud ko tum thodi bahut to zehan me narajgi rahe thodi bahut to zehan me narajgi rahe badla naa apne aap ko jo the whi rahe apni tarah sabhi ko kisi ki talaash thi apni tarah sabhi ko kisi ki talaash thi ham jisme bhi karib rahe dur hi rahe ham jisme bhi karib rahe dur hi rahe badla naa apne aap ko jo the whi rahe gujro jo baag se to duaa maangte chalo gujro jo baag se to duaa maangte chalo jisme khile hai phul wo daali hari rahe jisme khile hai phul wo daali hari rahe milate rahe sabhi magar ajnabi rahe badla naa apne aap ko jo the whi rahe jo the whi rahe jo the whi rahe