SONG: Badla Hua Duniya Me Ulfat Ka Zamana Hai - बदला हुआ दुनिया में उल्फत का ज़माना है

Badla Hua Duniya Me Ulfat Ka Zamana Hai - बदला हुआ दुनिया में उल्फत का ज़माना है

LYRICS:
badla hua dunia me ulfat ka fasana hai ulfat ka fasana hai wo aur zamana tha ye aur zamana hai badla hua dunia me ulfat ka fasana hai wo aur zamana tha ye aur zamana hai ab kaise club me hai sar kaish tha jungle me tab laila thi mahfil me ab laila hai hotel me ab laila hai hotel me tab aah thi hotho pe ab hotho pe gana hai tab aah thi hotho pe ab hotho pe gana hai wo aur zamana tha ye aur zamana hai farhad bhi ab badle kab nahar me girte hai peshe ki jagah hazrat raiket liye firte hai raiket liye firte hai raiket nahi shiri se milne ka bahana hai raiket nahi shiri se milne ka bahana hai wo aur zamana tha ye aur zamana hai kal hazrate majnu ne laila ko ye khat likha mai kaise milu laila petrol nahi milta petrol nahi milta aji sahab kya pyar kare koi rashan ka zamana hai kya pyar kare koi rashan ka zamana hai wo aur zamana tha ye aur zamana hai badla hua dunia me ulfat ka fasana hai wo aur zamana tha ye aur zamana hai