SONG: Badi Mushkil Hai, Tumhe Bhul Jana - बड़ी मुश्किल है, तुम्हे भूल जाना

Badi Mushkil Hai, Tumhe Bhul Jana - बड़ी मुश्किल है, तुम्हे भूल जाना

LYRICS:
badi mushkil hai, badi mushkil hai tumhe bhul jana, tumhe bhul jana badi mushkil hai, badi mushkil hai tumhe bhul jana, tumhe bhul jana bada sangdil hai, bada sangdil hai ye jalim jamana, ye jalim jamana bada sangdil hai, bada sangdil hai ye jalim jamana, ye jalim jamana zamana wafa ki saja de raha hai saja de raha hai tumhe dil tadap kar sada de raha hai sada de raha hai bane hum nishana jara dekh jana badi mushkil hai, badi mushkil hai tumhe bhul jana, tumhe bhul jana wahi aag ab tak lagi hai jigar me lagi hai jigar me tumhari hi surat basi hai nazar me basi hai nazar me kiya har bahana magar dil na mana bada sangdil hai, bada sangdil hai ye zalim zamana ye zalim zamana kaha leke jaye ye aasu ye aahe ye aasu ye aahe nibhaye to kaise mohabbat nibhaye mohabbat nibhaye sada jakhm khana magar muskurana badi muskil hai badi muskil hai tumhe bhul jana, tumhe bhul jana bada sangdil hai, bada sangdil hai ye zalim zamana ye zalim zamana