SONG: Badi Muddat Ke Baad Hui Aaj Mulakat - बड़ी मुददत के बाद हुई आज मुलाकात

Badi Muddat Ke Baad Hui Aaj Mulakat - बड़ी मुददत के बाद हुई आज मुलाकात

LYRICS:
badi muddat ke bad ho badi muddat ke bad badi muddat ke bad aaj wo mahfil me fir aaye wo fir aaye badi muddat ke bad jawani ke hasi lamhat jaise laut kar aaye wo fir aaye badi muddat ke bad wo leke aa gaye gujri baharo ko bhi sath apne wo leke aa gaye gujri baharo ko bhi sath apne fir humne jindagi dekhi thi humko wo najar aaye wo fir aaye badi muddat ke bad ho o badi muddat ke bad humari maut se pahle wo milne aa gaye humse humari maut se pahle wo milne aa gaye humse shabab aaya gulo par aaj hajaro rang bhar aaye wo fir aaye badi muddat ke bad ho o badi muddat ke bad lo machle dil me fir jajbat aur shahnaiya gunji lo machle dil me fir jajbat aur shahnaiya gunji ye kya kam khush nashibi hai wo bhule se idhar aaye wo fir aaye badi muddat ke bad ho o badi muddat ke bad aaj wo mahfil me fir aaye wo fir aaye badi muddat ke bad