SONG: Badi Door Se Aayi Hoon Tera Dil Behlaane - बड़ी दूर से आयी हूँ मैं तेरा दिल बहलाने

Badi Door Se Aayi Hoon Tera Dil Behlaane - बड़ी दूर से आयी हूँ मैं तेरा दिल बहलाने

LYRICS:
badi dur se aayi hu main tera dil behlaane main to teri ho chuki koi maane naa maane badi dur se aayi hu main tera dil behlaane main to teri ho chuki koi maane naa maane badi dur se aayi hu dildaar ho gaya tu jab thak ke so gaya tu dildaar ho gaya tu jab thak ke so gaya tu behosh mere sapno me kho gaya tu main chori se aakar baithi tere sihrane main to teri ho chuki koi maane naa maane badi dur se aayi hu har raat chaandni hai ab har ghadi khushi hai har raat chaandni hai ab har ghadi khushi hai hum tum mile hai jabse duniya nayi basi hai shabnam phulo se kahti hai mere tere afsaane main to teri ho chuki koi maane naa maane badi dur se aayi hu main tera dil behlaane main to teri ho chuki koi maane naa maane badi dur se aayi hu