SONG: Badi Bedard Hai Duniya - अकेली जान है और उस पे

Badi Bedard Hai Duniya - अकेली जान है और उस पे

LYRICS:
akeli jaan hai aur us pe lakho gam uthana hai akeli jaan hai aur us pe lakho gam uthana hai badi brdard hai duniya bada jalim jamana hai badi brdard hai duniya bada jalim jamana hai akeli jaan hai aur us pe lakho gam uthana hai kahi aansu kahi aahe kahi dukh dard ke parde yahi iski kahani hai yahi iska fasana hai yahi iski kahani hai yahi iska fasana hai bada jalim jamana hai badi brdard hai duniya ye duniya do ghadi bhi kab kisi ka sath deti hai ye duniya do ghadi bhi kab kisi ka sath deti hai na jane kab badal jayegi iska kya thikana hai na jane kab badal jayegi iska kya thikana hai bada jalim jamana hai badi brdard hai duniya likha hai jo mukkadar mein wahi hoga wahi hoga likha hai jo mukkadar mein wahi hoga wahi hoga wahi le jayegi kismat jaha ka khabo dana hai jaha ka khabo dana hai bada jalim jamana hai badi brdard hai duniya