SONG: Bade Pyar Se Milna Sabse Dunia Me - बड़े प्यार से मिलना सबसे दुनिया में

Bade Pyar Se Milna Sabse Dunia Me - बड़े प्यार से मिलना सबसे दुनिया में

LYRICS:
bade pyar se milana sabse bade pyar se milana sabse bade pyar se milana sabse duniya me inshan re kya jane kis besh me baba mil jaye bhagwan re bade pyar se milana sabse kaun bada hai kaun hai chaota kaun bada hai kaun hai chaota uncha kaun aur nicha prem ke jal se sabhi ko sincha ye hai parbhu ka bagicha o ye hai parbhu ka bagicha mat kincho tum diware mat kincho tum diware inshano ke darmiyan re kya jane kis besh me baba mil jaye bhagwan re bade pyar se milana sabse o mahant ji o mahant ji tum mahant ji khoj rahe unhe moti ki ladiyo me prabhu ko moti ki ladiyo me kabhi unhe dhudha hai kya bhukho ki antdiyo me garibo ki in antdiyo me deen jano ke asuan me deen jano ke asuan me kya kabhi kiya hai sanan re kya jane kis besh me baba mil jaye bhagwan re bade pyar se milana sabse kya jane kab sham murari aa jaye bankar ke bikhari kya jane kab sham murari aa jaye bankar ke bikhari kahi laut jaye dwar se kahi laut jaye dwar se liye bina koi dhan re kya jane kis besh me baba mil jaye bhagwan re bade pyar se milana sabse duniya me inshan re kya jane kis besh me baba mil jaye bhagwan re bade pyar se milana sabse