SONG: Bade Miya Diwane Aise Na Bano - बड़े मियाँ दीवाने ऐसे ना बनो

Bade Miya Diwane Aise Na Bano - बड़े मियाँ दीवाने ऐसे ना बनो

LYRICS:
bade miya diwane aise naa bano hasina kya chaahe hamse suno o bade miya diwaane aise naa bano hasina kya chaahe, yahi to maalum nahi hai, hamse suno sabse pahle suno miya karke warjish bano jawaan sabse pahle suno miya karke warjish bano jawaan chehra polish kiya karo, thodi maalish kiya karo style se uthe qadam, sina zyaada to pet kam ai kibla ujle baalo ko rang daalo ban jaao gulfaam bade miya diwane aise naa bano hasina kya chaahe hamse suno sikho kartab naye-naye fashion ke dhang naye-naye sikho kartab naye-naye fashion ke dhang naye-naye dhila-dhaala libaas kyu, resham pahno kapaas kyu fan ye jaadugari ka hai, armaan tumko pari ka hai to kibla maaro mantar dainty ban kar niklo waqt-e-shaam bade miya diwane aise naa bano hasina kya chaahe hamse suno tanhaai me agar kahi aa jaaye wo nazar kahi tanhaai me agar kahi aa jaaye wo nazar kahi kahiye haatho me haath daal ae gul-chehra pari-jamaal muddat se dil udaas hai tere hontho ki pyaas hai ae dilbar mere lab par kab chhalkega tere lab ka jaam bade miya diwaane aise naa bano hasina kya chaahe hamse suno o bade miya diwaane aise naa bano hasina kya chaahe, yahi to maalum nahi hai, hamse suno is tanhai me ai hasin itni duri bhali nahi aaya mausam bahaar ka rakh le dil bekaraar ka mere haatho tho tho me haath daal ae gul-chehra pari-jamaal muddat se dil udaas da da daas hai tere hontho ki pyaas hai ae dilbar mere lab par kab chhalkega tere lab ka jaa jaa jaam