SONG: Badanasibi Ka Gila Ai Dil E Nashad Na Kar - बदनसीबी का गिला ऐ दिल-ए-नाशाद न कर

Badanasibi Ka Gila Ai Dil E Nashad Na Kar - बदनसीबी का गिला ऐ दिल-ए-नाशाद न कर

LYRICS:
badnasibi ka gila badnasibi ka gila ai dil-e-nashad na kar hay fariyad na kar badnasibi ka gila badnasibi ka gila ai dil-e-nashad na kar hay fariyad na kar har ghadi aish ka saamaan kaha rehta hai har ghadi aish ka saamaan kaha rehta hai zindagi bhar koi mehmaan kaha rehta hai gam badi chiz hai gam badi chiz hai is chiz ko barbad na kar hay fariyad na kar badnasibi ka gila ai dil-e-nashad na kar hay fariyad na kar rone vaale tere rone pe hansi aati hai rone vaale tere rone pe hansi aati hai jo ghadi bit gayi vo bhi kabhi aati hai jab vo zinna nahi jab vo zinna nahi tab se to unhe yaad na kar hay fariyad na kar badnasibi ka gila ai dil-e-nashad na kar hay fariyad na kar ye tera ashq bahana kabhi aur aahe bharna, aahe bharna pyaar ki rit nahi pyaar ko rusva karna, rusva karna ghut ke mar ja ghut ke mar ja magar ai dil kabhi fariyad na kar hay fariyad na kar badnasibi ka gila ai dil-e-nashad na kar hay fariyad na kar