SONG: Badanaam Na Ho Jaaye Muhabbat Kaa Fasaanaa - बदनाम न हो जाये मुहब्बत का फ़साना

Badanaam Na Ho Jaaye Muhabbat Kaa Fasaanaa - बदनाम न हो जाये मुहब्बत का फ़साना

LYRICS:
badnam na ho jaye badnam na ho jaye mohabbat ka fasana ai dard bhare aansuo aankho me na aana badnam na ho jaye mohabbat ka fasana ai dard bhare aansuo aankho me na aana dunia me mohabbat ki yahi rit hai eye dil dunia me mohabbat ki yahi rit hai eye dil yahi rit hai eye dil, yahi rit hai eye dil jal jana magar hotho par fariyad na lana ai dard bhare aansuo aankho me na aana kah de na kahi aankh mere dil ki kahani kah de na kahi aankh mere dil ki kahani mere dil ki kahani, mere dil ki kahani eye dil teri dhadakan kahi sun le na zamana ai dard bhare aansuo aankho me na aana eye jan-e-mohabbat yahi bas meri dua hai eye jan-e-mohabbat yahi bas meri dua hai yahi bas meri dua hai, yahi bas meri dua hai ho jaye tere sath meri jan bhi ravana ai dard bhare aansuo aankho me na aana badnam na ho jaye badnam na ho jaye mohabbat ka fasana ai dard bhare aansuo aankho me na aana badnam na ho jaye mohabbat ka fasana ai dard bhare aansuo aankho me na aana