SONG: Badan Me Aag - बदन में आग

Badan Me Aag - बदन में आग

LYRICS:
badam mein aag si chehara gulab jaisa hai badam mein aag si chehara gulab jaisa hai ke jahar-e-gam ka nasha bhi sharab jaisa hai badan mein aag si wo samne hai magar tishngi nahi jati wo samne hai magar tishngi nahi jati ye kya sitam hai ke dariya sarab jaisa hai ye kya sitam hai ke dariya sarab jaisa hai ke jahar-e-gam ka nasha bhi sharab jaisa hai badan mein aag si kaha wo kurb ke ab to ye haal hai jaise kaha wo kurb ke ab to ye haal hai jaise tere firak ka aalam bhi khwab jaisa hai tere firak ka aalam bhi khwab jaisa hai ke jahar-e-gam ka nasha bhi sharab jaisa hai badan mein aag si faraj sang-e-malamat se jakham jakham sahi faraj sang-e-malamat se jakham jakham sahi hame ajij hai khanakharab jaisa hai hame ajij hai khanakharab jaisa hai badam mein aag si chehara gulab jaisa hai badam mein aag si chehara gulab jaisa hai