SONG: Badal Ki Palaki Pe Ho Ke Sawar - बादल की पालकी पे होके सवार

Badal Ki Palaki Pe Ho Ke Sawar - बादल की पालकी पे होके सवार

LYRICS:
baadal ki paalki pe hoke sawaar aaj aane wali hai barsaat balam zara hone do pyar bhari baat baadal ki paalki pe hoke sawaar aaj aane wali hai barsaat balam zara hone do pyar bhari baat thandi thandi hawaao ke saath thandi thandi hawaao ke saath lo ho gayi pyar ke mausam ki shuruwat ho gori zara hone do mithhi mithhi baat baadal ki paalki pe hoke sawaar aaj aane wali hai barsaat balam zara hone do pyar bhari baat lele ke thumkiya jhoom rahi hai daaliya ho jhoom rahi hai daaliya naazuk badan mera lachak lachak jaaye re naazuk badan mera lachak lachak jaaye re patte bajaaye taaliya kaisa hai jaadu bhara aaj ka din gori waisi bana do meri raat balam zara hone do pyar bhari baat baadal ki paalki pe hoke sawaar aaj aane wali hai barsaat balam zara hone do pyar bhari baat ham aur tum dono piya bhitar se ek hai ham aur tum dono piya bhitar se ek hai baahar se dekhan me do ho jo dil se dil ka mel rahe to gori kabhi na bichhadna ho ho piya kabhi na bichhadna ho do tumhari do hamari chaaro ankhiyan ki pyari aao ham karaye mulaqat balam zara hone do pyar bhari baat baadal ki paalki pe hoke sawaar aaj aane wali hai barsaat balam zara hone do pyar bhari baat