SONG: Badal Jaye Duniya Naa Badalenge Ham - बदल जाये दुनियाँ न बदलेंगे हम, तुम्हारी क़सम

Badal Jaye Duniya Naa Badalenge Ham - बदल जाये दुनियाँ न बदलेंगे हम, तुम्हारी क़सम

LYRICS:
badal jaye duniya na badalenge ham, tumhari kasam tumhare hain ki jab tak dam me hai dam, tumhari kasam kaho nam kaa ulfat ka badnam kyon hai hamari wafao pe iljam kyon hai batao toh hoga tumhara karam, tumhari kasam badal jaye duniya naa badalenge ham, tumhari kasam yeh mana hai mushkil muhabbat ki rahe agar dal do tum baho me bahe khushi se sahenge tumhare sitam, tumhari kasam badal jaye duniya naa badalenge ham, tumhari kasam jahan tak jahan key najare rahenge tumhare rahe hain tumhare rahenge na dolenge ulfat me apne kadam, tumhari kasam badal jaye duniya na badalenge ham, tumhari kasam