SONG: Badal Chali Hai Jo Unaki Nazar To Kya Kije - बदल चली है जो उनकी नज़र तो क्या कीजे

Badal Chali Hai Jo Unaki Nazar To Kya Kije - बदल चली है जो उनकी नज़र तो क्या कीजे

LYRICS:
badal chali hai jo unki nazar to kya kije badal chali hai jo unki nazar to kya kije vafa ka tham ke daman ye iltaja kije jadu bura bangal ka purab na jaiho purab na jaiho balma jadu bura bangal ka purab na jaiho purab na jaiho balma ho na jaiho more balma purab na jaiho na jaiho balma purab na jaiho purab na jaiho balama o jite ji dil pe judai ka tir sahna pada jala ke ashiya apna kafas me rahna pada likha hai kaun se patthar ne ye laila ka nasib ke tham ke chak kaleja zuban se kehna pada kya jadu bura bangal ka na jaiho o balma purab na jaiho na jaiho na jaiho balma jadu bura bagal ka purab na jaiho purab na jaiho balma roz karte ho bahane tumhe ham jan gaye koi jane ya na jane tumhe ham jan gaye koi jane ya na jane tumhe ham jan gaye pahle to dil ko churaya hai bhari mahfil me pahle to dil ko churaya hai bhari mahfil me ab lage aankh churane tumhe ham jan gaye ab lage aankh churane tumhe ham jan gaye na jaiho more balma purab na jaiho na jaiho balma purab na jaiho purab na jaiho balma jadu bura bagal ka purab na jaiho purab na jaiho balma