SONG: Bada Hi C I D Hai Wo Neeli Chhatri Wala - बड़ा ही सीआयडी है वो नीली छतरी वाला

Bada Hi C I D Hai Wo Neeli Chhatri Wala - बड़ा ही सीआयडी है वो नीली छतरी वाला

LYRICS:
bada hi cid hai wo nili chhatari wala har tale ki chabi rakhe har chabi ka tala bada hi cid hai wo nili chhatari wala har tale ki chabi rakhe har chabi ka tala bada hi cid hai vardi uski badi nirali kabhi nazar na aane wali vardi uski badi nirali kabhi nazar na aane wali na koi bila na koi number, daftar uska nila amber note hai uski pocket book me sabka mal-masala bada hi cid hai wo nili chhatari wala har tale ki chabi rakhe har chabi ka tala bada hi cid hai chup chup koi daka dale ya kare khun ho jaye usko automatic telephone chup chup koi daka dale ya kare khun ho jaye usko automatic telephone arey chobis ghante jage, uski aankh kabhi na lage hoshiyar, khabardar bach ke rahana dekh raha hai sab kuch upar wala bada hi cid hai wo nili chhatari wala har tale ki chabi rakhe har chabi ka tala bada hi cid hai lamba-choda uska thana sabko ek din wahi hai jana lamba-choda uska thana sabko ek din wahi hai jana kya pita ji aur kya mata sasu-sasur or bhrata uski nazar me sab hai barabar kya saali kya sala bada hi cid hai wo nili chhatari wala har tale ki chabi rakhe har chabi ka tala