SONG: Bada Hai Banka Mera Devriya Pyara Ye Nandalal - बड़ा है बांका मेरा देवरिया प्यारा ये नन्दलाल

Bada Hai Banka Mera Devriya Pyara Ye Nandalal - बड़ा है बांका मेरा देवरिया प्यारा ये नन्दलाल

LYRICS:
bada hai banka mera devariya pyara ye nandlal ae aaj hai dhany janamdin iska are do re nagaro pe tan mathura me janme gokul me khele mathura me janme gokul me khele phir aaye dwaarika dham shayam ji ka kya kahna gopiyo ke pyar me makhan chura ke duniya me hue badnam shayam ji ka kya kahna kya kahna o ho kya kahna shayam ji ka kya kahna bachpan me the bade natkhat ye kanha natkhat ye kanha bas inka dhanda tha sabko satana sabko satana gagriya patakte kabhi, chunariya jhatakte kabhi kunjh me bhatakte kabhi, ghat par matakte kabhi gagriya patakte kabhi, chunariya jhatakte kabhi kunjh me bhatakte kabhi, ghat par matakte kabhi o adhbut the sab inke kaam shayam ji ka kya kahna mathura me janme gokul me khele phir aaye dwaarika dham shayam ji ka kya kahna kya kahna o ho kya kahna shayam ji ka kya kahna bahar se kuch hai bhitar se kuch hai hamre ye govind gopala hamre ye govind gopala gori gori gudiyo se briz balao pe lattu bade the ye lala lattu bade the ye lala gore badan jaha jaha, tirchhe nayan jaha jaha nayi chitwan jaha jaha, vashikaran jaha jaha gore badan jaha jaha, tirchhe nayan jaha jaha nayi chitwan jaha jaha, vashikaran jaha jaha o waha waha inka mukam shayam ji ka kya kahna mathura me janme gokul me khele phir aaye dwaarika dham shayam ji ka kya kahna gopiyo ke pyar me makhan chura ke duniya me hue badnam shayam ji ka kya kahna kya kahna o ho kya kahna shayam ji ka kya kahna