SONG: Bad Muddat Ke, Kar Sakega Na Juda Hamako - बाद मुद्दत के, कर सकेगा ना जुदा हमको

Bad Muddat Ke, Kar Sakega Na Juda Hamako - बाद मुद्दत के, कर सकेगा ना जुदा हमको

LYRICS:
o baad muddat ke hua dur andhera gam ka o aaj se phir meri kismat ka sitara chamaka kar sakega na juda tumko kabhi humse zamana kar sakega na juda tumko kabhi humse zamana chal sakega na kisi ka bhi koi humse bahana kar sakega na juda tumko kabhi humse zamana kar sakega na juda tumko kabhi humse zamana jo sharte lagai thi, hui aaj wo puri ki hui aaj wo puri sachchi hai mohabbat to, rahe kaise adhuri to rahe kaise adhuri pad ke duniya ke jhamelo me kahi bhul na jana pad ke duniya ke jhamelo me kahi bhul na jana chal sakega na kisi ka bhi koi humse bahana kar sakegaa na juda tumko kabhi humse zamana o kaliyaan hai kahi, phul kahi chand sitare diwana hua jata hain, dil pyaar ke mare aao phir gaye gale mil ke mohabbat ka tarana aao phir gaye gale mil ke mohabbat kaa tarana chal sakega na kisi ka bhi koi humse bahana chal sakega na kisi ka bhi koi humse bahana kar sakegaa na juda tumko kabhi humse zamana kar sakegaa na juda tumko kabhi humse zamana