SONG: Bachpan Tu Mera Daaman - बचपन तू मेरा दामन

Bachpan Tu Mera Daaman - बचपन तू मेरा दामन

LYRICS:
bachapan tu mera daman daman chhod jara daman chhod jara ja leja apne khel khilaune ja bachpan tu mera daman daman chhod jara daman chhod jara ganga ki kanghi se ab mein uljhe baal sanwaru aasman se tod ke tare aasman se tod ke tare mang main apni sajaaugi mang main apni sajaaugi khelungi koi khel nirala khelungi koi khel nirala ja leja apne khel khilaune ja bachpan tu mera daman daman chhod jara daman chhod jara bijali si chanchlta lekar naino mein bhar lungi phulo se muskan chhin kar hontho mein bhar lungi le lungi koyal se le lungi koyal se madhur kala ja leja apne khel khilaune ja bachpan tu mera daman daman chhod jara daman chhod jara phulo ke ras ke lal mein bhanwra ban jaunga ho inki sun kar madhur dhun main basant ban jaunga main phul ban tu bhanwara ban kar aa khelungi koi khel nirala ja leja apne khel khilaune ja bachpan tu mera daman daman chhod jara daman chhod jara