SONG: Bachpan O Bachpan Pyare Bachpan - बचपन ओ बचपन प्यारे प्यारे बचपन

Bachpan O Bachpan Pyare Bachpan - बचपन ओ बचपन प्यारे प्यारे बचपन

LYRICS:
bachpan o bachpan pyare pyare bachpan o lalla sach batla kaha gaya tu chhod ke bachpan o bachpan pyare pyare bachpan o lalla sach batla kaha gaya tu chhod ke bachpan o bachpan pyare pyare bachpan o lalla sach batla kaha gaya tu chhod ke ghar me shahar me dhundha jungle me ban me dhundha ghar me shahar me dhundha jungle me ban me dhundha kaliyo se jake puchha sare chaman me dhundha kaliyo se jake puchha sare chaman me dhundha rishte wo sare tod ke bachpan o bachpan pyare pyare bachpan o lalla sach batla kaha gaya tu chhod ke bachpan o bachpan pyare pyare bachpan o lalla sach batla kaha gaya tu chhod ke jis din se tu gaya hai ye dil machal raha hai jis din se tu gaya hai ye dil machal raha hai duniya hai kuch azab si sab kuchh badal raha hai duniya hai kuch azab si sab kuchh badal raha hai nata kisi se jod ke bachpan o bachpan pyare pyare bachpan o lalla sach batla kaha gaya tu chhod ke bachpan o bachpan pyare pyare bachpan o lalla sach batla kaha gaya tu chhod ke is rah ja rahi hu ya geet ga rahi hu is rah ja rahi hu ya geet ga rahi hu aankhe jata rahi hai jo mai chhupa rahi hu aankhe jata rahi hai jo mai chhupa rahi hu duniya se muh mod ke bachpan o bachpan pyare pyare bachpan o lalla sach batla kaha gaya tu chhod ke bachpan o bachpan pyare pyare bachpan o lalla sach batla kaha gaya tu chhod ke bachpan o bachpan pyare pyare bachpan o lalla sach batla kaha gaya tu chhod ke