SONG: Bachpan Ka Zamana Yaad Hai - बचपन का ज़माना याद है

Bachpan Ka Zamana Yaad Hai - बचपन का ज़माना याद है

LYRICS:
bachpan ka zamana yaad hai bachpan ka zamana yaad hai gaya bachpana aayi jawani wo bhi din wo bhi din aur ye bhi din haye wo bhi din yaad hai bachpan ka zamana yaad hai pyari myiya roj sawere mujhko dudh pilati thi ha mujhko dudh pilath thi sham ko thapak thapak kar mujhko apne sath sulati thi ha apne sath sulati thi sapne jaise bit gaye hai wo bhi din wo bhi din aur ye bhi din haye wo bhi din mujhe yaad hai bachpan ka zamana yaad hai aayine me dekh dekh baalo ko sambhalu khdi khdi baalo ko sambhalu khdi khdi raste chalne walo ko dekha karti thi khdi khdi hath pakad maa le jati thi wo bhi din wo bhi din aur ye bhi din haye wo bhi din mujhe yaad hai bachpan ka zamana yaad hai laad pyar aur mamta maa ki dekhi hai na dekhungi ha dekhi hai na dekhungi unhi ke charno ki sewa me duniya ka sukh dekhungi ha duniya ka sukh dekhungi jaise sundar nikal gaye hai wo bhi din wo bhi din aur ye bhi din haye wo bhi din mujhe yaad hai bachpan ka zamana yaad hai gaya bachapana aayi jawani wo bhi din wo bhi din aur ye bhi din haye wo bhi din yaad hai bachpan ka zamana yaad hai