SONG: Bachke Humse Bhala Sarkar Kaha Jaoge - बचके हमसे भला सरकार कहाँ जाओगे

Bachke Humse Bhala Sarkar Kaha Jaoge - बचके हमसे भला सरकार कहाँ जाओगे

LYRICS:
bachke hamse bhala sarkar kaha jaoge humko saye ki tarha sath sada paoge berukhi humse bartoge to pachhtaoge husn vala koi humsa na kahi paoge mud kar mud kar idhar ko bhi meri sarkar dekh lo aaye hai dil ko tham ke bimaar dekh lo mud kar idhar mai hu raavi ki hasina mera jalwa dekho dekho dekho mera jalwa dekho mai hu, mai hu bangal ka jadu mai hu bangal ka jadu mera chalna dekho dekho dekho mera chalna dekho mai hu gujrat ki pakhi mai hu gujrat ki pakhi koi mera nakhra dekho dekho dekho mera nakhra dekho mai hu mewad se aaya hua meva mai hu mewad se aaya hua meva dekho dekho dekho hum dekhne ki chij hai so bar dekh lo mud kar idhar ko bhi meri sarkar dekh lo mud kar idhar hath ab tham bhi le kisliye sharmata hai mai vo moti hun jo takdir se hath aata hai ghir ke ye rup ki barsaat na fir aayegi sache pariyo ki ye baraat na fir aayegi mehka huaa hai husn ka dildar dekh lo mud kar idhar ko bhi meri sarkar dekh lo mud kar idhar