SONG: Bachchiya Jawan Te Budhiya Sab Pahane Meri Chudiya - बच्चियाँ जवान ते बुढिया सब पहने मेरी चूड़ियाँ

Bachchiya Jawan Te Budhiya Sab Pahane Meri Chudiya - बच्चियाँ जवान ते बुढिया सब पहने मेरी चूड़ियाँ

LYRICS:
chudi wala chudi wala chudi wala chudi wala bachchiya jawan te budhiya haye sab pehne meri chudiya chudiya bachchiya jawan te budhiya haye sab pehne meri chudiya chudiya bachchiya jawan te budhiya salo aur mahino se mai hu sath hasino ke salo aur mahino se mai hu sath hasino ke maine pakde hath hajaro parda nashino ke kuch na kuch meri majburiya bachchiya jawan te budhiya haye sab pehne meri chudiya chudiya bachchiya jawan te budhiya apne dil ki bat karo tum sab aage hath karo mai kismat ka hal kahu kaisa hai ye sal kahu tujh par prem ka saya hai tera naam bhi chhaya hai chori se chupke chupke kis se milti hai chhupke rup tera shajadi ka tujhko shok hai shadi ka tera bhag to aisa hai bas paisa hi paisa hai teri kismat kehti hai man me chinta rehti hai jane kaisa pati mile kash koi lakhpati mile tu jaisa var chahegi vaisa hi ghar payegi pahna kar ye kale rang ki chudiya bachchiya jawan te budhiya haye sab pehne meri chudiya chudiya bachchiya jawan te budhiya haye sab pehne meri chudiya chudiya bachchiya jawan te budhiya