SONG: Bachche Kyo Roye Bachcho Ko Hansne Do - बच्चे क्यों रोये बच्चों को हँसने दो

Bachche Kyo Roye Bachcho Ko Hansne Do - बच्चे क्यों रोये बच्चों को हँसने दो

LYRICS:
bachche kyo roye bachcho ko hansne do bachche kyo roye bachcho ko hansne do, bachche kyo roye nanhi kaliya hai ye kaliyo ko khilne do bachche kyo roye bachcho ko hansne do bachche kyo roye maati mein heere nile inko utha lo raaho mein phul khile inko saja lo maati mein heere nile inko utha lo raaho mein phul khile inko saja lo apna samjh kar dil se laga lo bachche kyo roye bachcho ko hansne do bachche kyo roye yahi to hai daulat apni yahi maan apna yahi to aane wale kal ka hai sapna yahi to hai daulat apni yahi maan apna yahi to aane wale kal ka hai sapna inke sahaare hoga kal desh apna bachche kyo roye bachcho ko hansne do bachche kyo roye bigade jo rang kahi inki najar ke kaante na ban jaye phul ujad ke bigade jo rang kahi inki najar ke kaante na ban jaye phul ujad ke bhusa na ban jaaye tinke bikhar ke bachche kyo roye bachcho ko hansne do bachche kyo roye nanhi kaliya hai ye kaliyo ko khilne do bachche kyo roye