SONG: Bachapan Ki Mohabbat Ko Dil Se Na Judaa Karanaa - बचपन की मोहब्बत को दिल से ना जुदा करना

Bachapan Ki Mohabbat Ko Dil Se Na Judaa Karanaa - बचपन की मोहब्बत को दिल से ना जुदा करना

LYRICS:
bachpan ki mohabbat ko dil se na juda karna bachpan ki mohabbat ko dil se na juda karna jab yaad meri aaye milne ki dua karna bachpan ki mohabbat ko dil se na juda karna jab yaad meri aaye milne ki dua karna ghar meri ummido kaa suna kiye jaate ho duniya ai muhabbat ki lute liye jaate ho jo gam diye jaate ho us gam ki dua karna bachpan ki mohabbat ko dil se na juda karna jab yaad meri aaye milne ki dua karna saavan me papiha kaa sangit sunaaungi fariyaad tujhe apni gaa-gaa kar sunaaungi aavaaz meri sun ke dil thaam liya karna bachpan ki mohabbat ko dil se na juda karna jab yaad meri aaye milne ki dua karna