SONG: Babul Ki Ladali Bhaiya Ki Pyari - बाबुल की लाड़ली भैया की प्यारी

Babul Ki Ladali Bhaiya Ki Pyari - बाबुल की लाड़ली भैया की प्यारी

LYRICS:
babul ki ladli bhaiya ki pyari chali paraye desh re, chali paraye desh re mehndi rachao ri kangana pehnao ri puchho re gori ke kes re chali paraye desh re babul ki ladli bhaiya ki pyari chali paraye desh re, chali paraye desh re man me chatak rahi nayi nayi kaliya ankhiya to dhund rahi sajna ki galiya ankhiya to dhund rahi sajna ki galiya jis angana me bachpan khela aaj wahi hai videsh re, chali paraye desh re babul ki ladli bhaiya ki pyari chali paraye desh re, chali paraye desh re ghungata uthayenge jab aa ke sanwariya laaz ke mare jhuk jayenge najariya laaz ke mare jhuk jayenge najariya tu na kahe to keh dengi ankhiya piya ke man ka sandesh re chali paraye desh re babul ki ladli bhaiya ki pyari chali paraye desh re, chali paraye desh re taro ki chunari tohe bhaiya udhaye char kahaar tori doliya uthaye char kahaar tori doliya uthaye gale laga ke roye hai maiya beti chali hai pardesh re chali paraye desh re babul ki ladli bhaiya ki pyari chali paraye desh re, chali paraye desh re