SONG: Babul Ka Ghar Chhoda Saajan - बाबुल का घर छोड़ा साजन

Babul Ka Ghar Chhoda Saajan - बाबुल का घर छोड़ा साजन

LYRICS:
babul ka ghar chhoda sajan sang joda ye nata janam janam ka babul ka ghar chhoda sajan sang joda ye nata janam janam ka piya ke charno me rahna sabhi kuch sahna ye nata janam janam ka ghunghat ki tu laaj nibhana ek naya ghar jake basana ghunghat ki tu laaj nibhana ek naya ghar jake basana wahi teri duniya wahi hai thikana o wahi hai thikana chahe sakal jage chhute kabhi na sakhi tute ye nata janam janam ka babul ka ghar chhoda sajan sang joda ye nata janam janam ka nayi naveli dulhan pyari le ja duaye sath humari nayi naveli dulhan pyari le ja duaye sath humari phule phale ri teri phulwari ho teri phulwari baandhi hai preet ki dori sajan sang gauri ye nata janam janam ka babul ka ghar chhoda sajan sang joda ye nata janam janam ka sau dukh aaye ek na kahna hanste hanste sab gham sahna sau dukh aaye ek na kahna hanste hanste sab gham sahna yahi hai singaar tera yahi tera gahna ho yahi tera gahna aanchal me aansu chhupana kabhi na ghabrana sajan sang gauri ye nata janam janam ka babul ka ghar chhoda sajan sang joda ye nata janam janam ka sita sati ka maan hai tujh me savitri ki aan hai tujh me sita sati ka maan hai tujh me savitri ki aan hai tujh me is bharat ki shan hai tujhme shan hai tujhme gauri ye maan nibhana ye aan nibhana ye nata janam janam ka babul ka ghar chhoda sajan sang joda ye nata janam janam ka