SONG: Babul Hum Tore Angana Ki Chidiya - बाबुल हम तोरे अंगना की चिड़िया

Babul Hum Tore Angana Ki Chidiya - बाबुल हम तोरे अंगना की चिड़िया

LYRICS:
babul hum tore angana ki chidiya do din yaha sau din bhar paraye babul hum tore angana ki chidiya do din yaha sau din bhar paraye babul hum tore bachpan beeta tere pyar ki chhav me bachpan beeta tere pyar ki chhav me lele jawani chali jaane kis gaav me jaane kis gaav me hum to janm se hi dhan hai paraya tab tab tu bhi hume ghar pe bithaye babul hum tore angana ki chidiya do din yaha sau din bhar paraye babul hum tore gudiyo ke khel khela sakhiyo ka shor tha gudiyo ke khel khela sakhiyo ka shor tha aankh micholi ka jamana kuchh aur tha jamana kuchh aur tha haath pakad ke mera puchhi wo gudiya bole chali hai kaha ankhiya churaye babul hum tore angana ki chidiya do din yaha sau din bhar paraye babul hum tore goad mein teri suni jitni kahaniya goad mein teri suni jitni kahaniya dil me rahegi banke teri nishaniya teri nishaniya leke chale hai mujhe dur kahi ab chaar pahaar meri doliya uthaye babul hum tore