SONG: Babaanu Babaanu Gori Gori Gori Main Pariyon Ki Chhori - बाबानु बाबानु ओ बाबानु बाबानु

Babaanu Babaanu Gori Gori Gori Main Pariyon Ki Chhori - बाबानु बाबानु ओ बाबानु बाबानु

LYRICS:
babaanu babaanu o babaanu babaanu o babaanu babaanu gori gori gori main pariyo ki chhori gori gori gori main pariyo ki chhori chham chham chham chham chham chham karti aayi hu main saat aasma se ho aayi hu main saat aasma se gori gori gori main pariyo ki chhori gori gori gori main pariyo ki chhori chham chham chham chham chham chham karti aayi hu main saat aasma se ho aayi hu main saat aasma se suraj se layi main dil ki agan chanda se layi main gora badan suraj se layi main dil ki agan chanda se layi main gora badan bijli se dekho tadap layi main ye kajal ghatao se layi main haye kis pe dalu ye kajra ki dori gori gori gori main pariyo ki chhori chham chham chham chham chham chham karti aayi hu main saat aasma se ho aayi hu main saat aasma se gaalo pe masti bhara hai jo til ye hai kisi mast bhanware ka dil gaalo pe masti bhara hai jo til ye hai kisi mast bhanware ka dil duniya ka gham dhone aayi hu main ye dil deke dil lene aayi hu main dede dil warna ho jayegi chori gori gori gori main pariyo ki chhori chham chham chham chham chham chham karti aayi hu main saat aasma se ho aayi hu main saat aasma se