SONG: Baba Theme (Jaali Jaali Is Dhandhe Mein) - बाबा थीम

Baba Theme (Jaali Jaali Is Dhandhe Mein) - बाबा थीम

LYRICS:
jaali jaali is dhandhe mein kaun bana bakra khaali khaali bandookon mein bhar de tu jigra baari baari teri baari chal be daav laga ho iss dhandhe ka yehi sikander tu iska mohra jaali jaali is dhandhe mein kaun bana bakra khaali khaali bandookon mein bhar de tu jigra baari baari teri baari chal be daav laga ho iss dhandhe ka yehi sikander tu iska mohra dua salaam kamaya hai maine haan ye mukam banaya hai maine bade badon ko rulaya hai maine khel ye jigre ka dekho dekho dekho dekho aaya he is the baba he is the baba he is the baba le aaya tera baap tera karega re karega re bharna padega re padega re tera karega re karega hisab le aaya tera baap tera karega re karega re bharna padega re padega re tera karega re karega hisaab le aaya tera baap kya mangta hai kya haan bol bol chhote kismat pe bharosa hai na kya bheja hai kharaab phir bhi table pe parosa hai na ghoda tujhe dhokha de to locha hai na bol tension me lagta hai tu sota hai na laalach ki aadat gandi bandook ki nalli thandi hai maut se dosti na kar yamraaj bada ghamandi hai khel mein hi khauf hai dar ka button of hai maut ka darvaaza bari bari karte knock hai revolver ko khopdi pe dalkar sawaal kar jaan se bachega to saal bhar bawaal kar saya bhi kharab dekho aaya hai naqab me jo bhi paya jo bhi khoya udaya sharab me dhuaan hata dekh kitna dum meri baat me maut ki saza choti tu kam me hi kaat le mera paisa tera bheja udega rubaab me jhuk ke pranaam kar aaya tera baap hai