SONG: Baba Chocolate Laye - बाबा चॉकलेट लाये

Baba Chocolate Laye - बाबा चॉकलेट लाये

LYRICS:
baba chocolate laaye akeli kaun khaaye balam nahi ha ha balam nahi, ha ha balam nahi baba chocolate laaye akeli kaun khaaye balam nahi ha ha balam nahi, ha ha balam nahi main jhuli thi sawan hindole main jhuli thi sawan hindole gaune ko piya more aaye gaune ko piya more aaye akeli kaun khaaye balam nahi ha ha balam nahi, ha ha balam nahi haath paanv me mehandi rachai haath paanv me mehandi rachai ninan me rasiya rachaye ninan me rasiya rachaye akeli kaun khaaye balam nahi ha ha balam nahi, ha ha balam nahi baba chocolate laaye akeli kaun khaaye balam nahi ha ha balam nahi, ha ha balam nahi ghor dupehri me kaanch ke bartan me ghor dupehri me kaanch ke bartan me jaaye karun chulha chauki jaaye karun chulha chauki saanjh gayi mori dev karam me saanjh gayi mori dev karam me raat hai more piya ki, piya ki raat hai more piya ki, piya ki piya odhaniya odhaye piya odhaniya odhaye akeli kaun khaaye balam nahi ha ha balam nahi, ha ha balam nahi