Baawra LyricsKill Dil
LYRICS:
Baawra
Lyrics Koi atka hua hai pal shayad Waqt mein pad gaya hai bal shayad Dil agar hai to dard bhi hoga Iska koi nahi hai hal..
shayad?Aa..Bujh gaye taare o yaara
Aasaman kaala lage re Kuch bhi nazar naa aavey
Ankhiyon me jaala lage re Dil waali naukri ne maara O yaara, dil waali naukri ne maara O..
meetha lage ab bhi wo yaaro
Dardon ki tokri utaaro Dil waali naukri ne maara O yaara, dil waali naukri ne maara
Sweeta..
o Sweeta Tere
bin koylon se kaale kaale huey din Tere
bin, tere
bin, tere
bin O zindagi uljha hua sauda hai Umrein leta hai ik pal de kar Main bawra, baawra, main baawra (x2)Ho..
marne se mujhe koi dar to nahin Haan
tere
bin mushqil hogi
Jeena bhi pade toh
bhi mujhko Haan
tere
bin mushqil hogi
Seene mein ishq ka Ik bujha sa diya Main toh
leke chala
Zindagi uljha hua sauda hai Umrein leta hai ik pal de kar Main bawra, baawra, main bawra O… wo..{..
sargam ..}Shaam hai toh
shaam sahi Raat na hone dena Aas ki saans chalti rahe Maat na hone dena Jin aankhon mein neend nahin hai Unn aankhon me khwaab tha koi Khwaab wo, khwaab tum khone na dena
Baawra, baawra, baawra..Zindagi uljha hua sauda hai Umrein leta hai ik pal de kar Main bawra, baawra, main baawra
Zindagi uljha hua sauda hai Umrein leta hai ik pal de kar Dil bawra, baawra, Dil baawra..Written by:Gulzar More Songs