SONG: Baato Baato Me Jo Baat - वो इस अंदाज से वादायें वफ़ा करते हैं

Baato Baato Me Jo Baat - वो इस अंदाज से वादायें वफ़ा करते हैं

LYRICS:
wo is andaz se vadaaye vafa karte hain vafa unhi me hain sab log jafa karte hain ham nadan hain itna bhi nahi samjhe abhi husn wale bhi kabhi kiske huaa karte hain aa aa baato baato me baato baato me wo youn baat bana dete hain baato baato me wo youn baat bana dete hain khud to qaatil hain wo auro ko saja dete hain baato baato me baato baato me wo baat badha dete hain baato baato me wo khud baat badha dete hain fir bhi hamko hi gunehgaar bata dete hain baato baato me pyar karte hain ye aashiq ko jalane ke liye aa khub ye husn ka andaaz lagane ke liye waar pe waar adaao ke kiya karte hain chahne walo ko diwana banane ke liye chahne walo ko chahne walo ko diwana banane ke liye kya baat hain, ek pal me hi ek pal me hi jise chahe bhula dete hain khud to qaatil hain wo auro ko saja dete hain baato baato me jalna sikha hain jalana nahi sikha hamne teer khate hain khate hain teer khate hian ham chalana nahi sikha hamne dil jigar chahane walo se bada rakhte hain dard-e-dil sabko batana nahi sikha hamne ham nibhate hain ham nibhate hain bhulana nahi sikha hamne bevafai ka fasana nahi sikha hamne aa bevafai ka fasana nahi sikha hamne achcha, ham khushi se hi ham khushi se hi har ek gam utha le te hain fir bhi hamko hi gunehgaar bata dete hain baato baato me bholepan se jamane ko fana karte hain aa jakhm bhi dete hain rone ko mana karte hain tadapta dekhta rahte hain ye divane ko to bhi masoom aur anjaan bana karte hain to bhi masoom aur anjaan bana karte hain o ho, jahar deke bhi jahar deke bhi to kahte hain dawa dete hain khud to qaatil hain wo auro ko saja dete hain baato baato me unko malum nahi dard mohabbat kya hain gam nahi milta hain gam nahi milta hain to pyar kya ulfat kya hain ham kah sakte hain tufaan utha sakte hain par samjhte hain ki kahne ki jarurat kya hain kaun janega kaun janega ki khamoshi me shikayat kya hain kisi majbur aur lachar ki kimat kya hain aa kisi majbur aur lachar ki kimat kya hain o ho, ham to mitate hain ham to mitate hain magar duaa dete hain fir bhi hamko hi gunehgaar bata dete hain baato baato me baato baato me wo bana dete hain baato baato me wo youn baat bana dete hain khud to qaatil hain wo auro ko saja dete hain baato baato me