SONG: Baat To Kuch Bhi Nahi - बात तो कुछ भी नहीं

Baat To Kuch Bhi Nahi - बात तो कुछ भी नहीं

LYRICS:
baat to kuch bhi nahi dil hai ke bhar aaya hai dil hai ke bhar aaya hai dil hasi apni udane pe utar aaya hai dil hasi apni udane pe utar aaya hai dil hai ke bhar aaya hai baat to kuch bhi nahi na kisi ko teri aaho se na ashko se gairat tu na samjha tujhe sau bar ye samjhaya hai dil hai ke bhar aaya hai baat to kuch bhi nahi aankh ro kar kahe aankh ro kar kahe ruswa na ho ye phut pade aankh ro kar kahe ruswa na ho ye phut pade dil ke chalo ne nigaho pe taras khaya hai dil ke chhalo ne nigaho pe taras khaya hai dil hai ke bhar aaya hai bat to kuch bhi nahi